Ek Sapne ki Dastaan...
Ek baat kahu jo tumse...
Naraz to na hoge humse
Kal raat jab so rahi thi main...
Ek sapne ne khol diye mere nain
Sapne me kisiko sath dekha...
Haanthon me kisika hanth dekha
Jab aankh khuli...
Puri duniya alag thi
Haanthon mein hanth dur...
Main akeli khadi thi
Par wo ehsaas...
Bada hi pyara tha
Sapne mein hi sahi...
Sath tumhara tha
Jab aankh khuli to ye dil roya...
Dil kaha tu thodi der aur kyun nahi soya
Ab dil ko kya keh kar hasaon...
Wo nadan hai bhala kaise samjhaon....!!!!!
Ek baat kahu jo tumse...
Naraz to na hoge humse
Kal raat jab so rahi thi main...
Ek sapne ne khol diye mere nain
Sapne me kisiko sath dekha...
Haanthon me kisika hanth dekha
Jab aankh khuli...
Puri duniya alag thi
Haanthon mein hanth dur...
Main akeli khadi thi
Par wo ehsaas...
Bada hi pyara tha
Sapne mein hi sahi...
Sath tumhara tha
Jab aankh khuli to ye dil roya...
Dil kaha tu thodi der aur kyun nahi soya
Ab dil ko kya keh kar hasaon...
Wo nadan hai bhala kaise samjhaon....!!!!!
Comments
Post a Comment